sadi ka sabse powerful person (most powerful and productive person of this decade)

hello friends how are you doing.today i  have something interesting topic for you all.let's  have a look at the space technology and aeronautical engineering.


Elon Musk,



So chalie friends let's start it...

NASA duniya ki sabase badi space technology companies  me se ek hain aur NASA ne ab tak bahot se space missin kiye hain aur jaise ki hum jaante hai ki NASA ek government  based company hain to uske paas fundig ki koi kamee nahi hai aur vo uske paas duiya ke best scientists aur engineers hain to 2018 tak to nasa ne bahot acha performance diya aur aj bhi deti aa rahi hai par is daur bich ek naam hai jo space ki duniya me NASA se bhi ek kadam ae nikal raha hai aur bahot jald nikal bhi jayega,

haan friends  main baat kar raha hun elon musk ke bare me,




Aj puri diniya ki nazar ek aise grah ko find kar rahe jaha life hone ki sambhavan ho, aur jab bhee dusre planets par life ki baat hoti hai to mangal ka naam sabse pahele aata hai aur sabhi space agencies ki nazar malgal par hai aise jab ye saari space agencies jab soch rahi mangal par mission karne ki itne me elon musk ne vo sach kar dikhane ki thani hai aur bahot kam samay me bahot jyada achive kiya hai aur sabko shocked kiya hai.


elon musk ne  Spae-X ko 6 may 2002 ko established  kiya tha jab ki NASA ki established 29th july, 1958m me hui thi jo Space-X se  44 years pahele hui thi par aj Space-X ka growth dekhkar sab heran hai ki itne kam samay me itna zyada kam koi genius  hi kar sakata hai aur elon musk ne vo kar dikhaya hai.

ab elon musk ki najar mangal par  hai aur vo ab apna khud ka mission karne ki hai  aur mangal par colony  banana chahte hai aur mangal par life ko passible karna chahte hai.



2024 me elon musk mangal par manmade  mission karenge aisa unhone dava kiya hai.

So bye friends how is this post tell me by comment  below.












Comments