history of raksha bandhan : kabse huthi Raksha bandhan tahevar ki shuruaat
Happy raksha bandhan to all of you.
Sunday
,
26 August
Raksha Bandhan 2018.
HHHHHHHHHHHHHHHHHHAAAAAAAAAAAAAAAAAAPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPPYYYYYYYYYYYYYYYY
RRRRRRRRRRRRRR
AAAAAAAAAAAA
KKKKKKKKKKK
SSSSSSSSSSSS
HHHHHHHH
AAAAAAAA
BBBBBBB
AAAAAA
NNNNN
DDDD
HHH
AA
N
1 |
Hy friends!!! how are you? Meri tarfase aap sabko Happy raksha bandhan.
Hum sab raksha bandhan mante hai aur hame ye bhi pata hai ki ye kyu manate hai ye bhi pata hai kab manaya jata hai par ye nahi pata ki raksha bandhan ki history kya he, ye kabse manaya jata hai.
2 |
Ok so let's start
Moments of Raksha bandhan In hiatory.
-Moment between King porus and Roxana.
Alexander ki patni rokana ne bhi raja porus ko rakhi yani ki ek dharmik dhaga bheja tha yeh sandesh dete hue ki vo unke pati ko yuddh me na mare.
Alexander ki patni rokana ne bhi raja porus ko rakhi yani ki ek dharmik dhaga bheja tha yeh sandesh dete hue ki vo unke pati ko yuddh me na mare.
-Moment between rani karnavati and emperor humayu.
Raksha bandhan moment between humayun and rani karnavati. |
Jab sultan bahadur shah chitor ko apne kabje me karne ja raha tha tab rani karnavati ne humayu ko aisa dhaga bhej kar unki raksha karne ke lie kaha tha.
Rakhi ka meaning hota he ek raksha sutra , ek aisa dhaga ki jiski vajah se us Insan ki raksha ho sake jise vo dhvani bandha gaya ho.
Raksha sutra or rakhi |
Aise dhire dhire apne pati ko raksha sutra bandhne vali pratha to nikal gai par ye bhak bahan ke rishte em tyohar bana diya jise hjm raksha bandhan kahate hai. Raksha bandhan bhai bahan ke attot prem ko barkaraar rakhane ke lie manaya jata hai.
Is bar rakhi 26 august ko hai.
Rakhi har sal shravan mas ki purnima ke din hoti hai.
Raksha bandhan mukyata hindu aur jain dharmo mai manaya jata hai.
Comments
Post a Comment